an ode to H.E.R.
This is for H.E.R. She probably won't see it, and even if she does, she won't be able to read it. But, this is for her, my love.
...
Kabhi kabhi,
mere dil mein khayal aata hai,
ke tere bina zindagi guzarne paati,
to shadaab ho bhi sakti thi.
Yeh ranjo gham ki siyahi jo dil pe chahi hai
ye teri nazar ki shuaon mein kho bhi skati thi,
Magar yeh ho na saka...
magar yeah ho na saka
aur ab ye aalam hai ke
tu nahin, tera gham, teri justuju bhi nahin,
bhatak raha hoon zindagi mein kuch aise
ke ise kisi ki sahara ki zaroorat nahin.
kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
ke jaise tujhko,
banaya gaya hai mere liye,
ke ab se pehle,
sitaaron mein bas rahi thi tu kahin,
tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye..
kabhi kabhi ..
...
so.. saadia, what did u think of that? pretty good urdu to english writing eh?
Saadia is possibly the only regular reader who'll understand this cuz she speaks urdu. The rest of you just got shafted. Tough luck, sometimes the desis come first.
laters..
<< Home